khule aakash ke neeche apna chula jalta,
tum us par hath se rotiyan sekti,
mai paas baithkar tumhe apalak niharta,
jab tumhatri aankhen meri aankho se milti,
tum bhi rotiyan bhool unme kho jati,
jindagi rotiyon si hoti or unpar
chikatton sa apna pyar hota,
ek doosre ki aankhon me jhankte
jhankte tum sikti huyi roti bhool jati
aur us par kuch jyada hi chikkatte pad jate
phir bhi wo mithi lagti jab hum milkar khate
tum ek niwala mujhe khilati,
mai ek niwala tumhe khilata
tum us par hath se rotiyan sekti,
mai paas baithkar tumhe apalak niharta,
jab tumhatri aankhen meri aankho se milti,
tum bhi rotiyan bhool unme kho jati,
jindagi rotiyon si hoti or unpar
chikatton sa apna pyar hota,
ek doosre ki aankhon me jhankte
jhankte tum sikti huyi roti bhool jati
aur us par kuch jyada hi chikkatte pad jate
phir bhi wo mithi lagti jab hum milkar khate
tum ek niwala mujhe khilati,
mai ek niwala tumhe khilata
Rotiyon si zindagi.....
ReplyDelete